Kya aap SBI me apna mobile number register karana chahate hai. State bank of India me Mobile number reigster kaise kare, chaliye janate hai. Bank me apna number kasie add kare, jode.

SBI Me Mobile Number Register Kaise Kare

State of India Ek bahut badi bank hai. SBI hume ek se badhkar ek service provide karati hai. Jisme ki ek service hai, missed call se bank ka balance check karana. SMS se sabhi transaction ki details hume mobile par mil jati hai.

Jab bhi hum bank me paise deposit, ya withdraw karate hai, tab humare mobile par message mil jata hai.

Lekin agar aapka mobile number register nahi hai to aapko message nahi milega.

SBI Me Mobile Number Register Kaise Kare:

1. Net Banking Ke Jariye :

Agar aapke pass SBI ki net banking shuru hai to hum net banking ke jariye mobile number register ya phir update kar sakate hai.
Lekin iske liye aapke pass net banking honi jaruri hai.

2. Bank me Jakar :

Agar aapne sbi ka saving account open karate samay apna mobile number nahi diya tha, lekin ab aap apna mobile register karana chahte hai to bank me jakar hume ek application likhana hoga aur usko bank me submit karana hai.


To is prakar hum sbi bank account ke liye mobile register kar sakate hai.


Post a Comment

Previous Post Next Post