Photo, Music Video Maker. Video Banane Ke Liye Best Software Kon Sa Hai, Mobile se video kaise banaya jata hai, iske bare me aaj hum aapko batane wale hai.

Kayi logo ko video banakar whatsapp aur Facebook par share karane hote hai. To kayi logo ko youtube ke liye video banane hote hai. Lekin sabhi ke pass computer nahi hota hai, isliye wo mobile se liye best video maker software dhudate rahate hai.
Niche hum aapko kuch apps batane wale hai, jiski help se hum apne photo, image se video bana sakate hai. Sath hi us image me music add kar sakate hai.
To chaliye dekhate hai video maker apps ke bare me.
Video Banane ke Liye Best Android Apps:
1. Music Video Maker
Google play store par Music Video Maker ki rating 4.3 hai. Yane ye app kitana popular hai hum jan sakate hai.

Key Points:
App se video edit, video create kar sakate hai. Music add kar sakate hai aur share kar sakate hai.
Video me slide show create kar sakate hai.
Hum apne photo me music add kar sakate hai. Isme kayi copyright free music diya gaya hai.
Timing set kar sakate hai.
Alag alag animation effect add kar sakate hai.
2. VivaVideo: Free Video Editor

Google play store par rating 4.66 Hai.
Key Points:
Viva Video Editor Ek Popular Movie maker, Photo Video Editor, Slideshow Maker, Video Player application hai.
Video ko trim, cut, merge kar sakate hai.
1000+ free video & music effect hai.
HD Camera with difference lens facility hai.
Animated video maker Hai.
3. Video Maker
Google play store par Video Maker app ki rating 3.9 Hai, ye bhi ek behatarin video maker app hai.
Key Points:
Istmaal karane me bahut aasan kyon ki iska interface bahut easy hai.
Gallery se images add kar sakate hai.
Image ko edit karate samay text add karate hai, crop kar sakte hai.
Image ke liye music add kar sakate hai.
Video banane se pahale preview dekh sakate hai.
Video ko Facebook, whatsapp, YouTube par share kar sakate hai.
To upar diye gaye apps se hum apne photo ka video bana sakate hai aur usko beautiful bana sakate hai.
Post a Comment