How to block popup in uc browser android, Uc Browser Me Pop UP Kaise block kare.
Uc browser behat popular mobile browser hai. Jiska use har koi smartphone user apne mobile me karata hai.

Most of the mobile user uc browser ka use movie downloading ke liye karate hai. Kyon ki UC Browser ki downloading speed kafi acchi hai.

Lekin bahut si movie downloading sites par popup ads lagayi jati, jab bhi hum koi movie download karane ko jate hai. Tab har time ek nayi windows open hoti hai.
To aaj ki is post me hum janenge ki UC Browser me popup ko kaise block kiya jata hai.
                  ·        Kisi Bhi Number Ki Location Free Me Pata Kare

How To Block Popup In Uc Browser Android

UC browser me pop up se judi koi bhi setting nahi dikhayi degi. Lekin UC browser me inbuilt ad block ki service hai, jisme hume popup blocker ka bhi option milata hai.
Popup block karane ke liye niche di gayi step follow kare:

Step 1:
Open UC Browser.

Step 2:
Bottom me se menu hai, waha se Setting ko open kare.
Uc popup blocker

Step 3:
Ab Adblock option Par click kare.
ad block


Step 4:
Adblock on kare aur sath me Powerful ad block ko bhi on karana hai.
Activate ad blocker

To is prakar hum UC browser me popup ko block kar sakate hai. Koi problem ho to niche comment me puch sakate hai.

Post a Comment

أحدث أقدم