Android Ko Iphone me Kaise badale, android mobile ko iphone me kaise convert kare.

Android Ko Iphone Jaisa Kaise Banaye: Har kisi ko lagata hai, ki humare pass iphone ho. Iphone sabase best, popular smartphone hai. Lekin iphone ki kimat ki bahut jayada hai. Isliye iphone lena sabke bas ki baat to nahi hai.
Iphone ki price bahut jyada hoti hai, isliye hum usko use nahi kar pate hai. Lekin agar yesa ho ki hum apne android phone ko hi iphone jaise bana de to.
Iphone Ka Sabse sasta model bhi Rs.25,000-30,000 hazar me milata hai. Lekin Google play store par kuch application maujud hai, jinko launcher kaha jata hai.
Uski help se hum apne android mobile ko iphone ki tarah bana sakate hai. To chaliye dekhate hai.
Mobile Ko iphone Jaisa Kaise Banaye:
Isse aap apne mobile ka look change kar sakate hai. Aapke mobile ki theme iphone ki tarah dikhayi degi.
Step 1:
Sabse pahale google play store open kare.
Step 2:
Ab play store par xOS Launcher search kare aur mobile me install karle.
xOS Launcher Ke Features:
1. Simple, lightweight hai.
2. Apps ko Delete and moving kar sakate hai.
3. Customizable home screen with lots a theme options.
4. Smart widgets, Effects, Flexible theme options.
5. Google play store par rating 4.3 hai.
Step 3:
Open kare aur aapko jis prakar ki theme chahiye wo select kare. To is prakar hum apne mobile ko iphone ka look de sakate hai.

Dusara App:
Agar aapko upar diya hua launcher pasand nahi hai to google play store par
C Launcher: Themes, Wallpapers, DIY, Smart, Clean is app ko search kare.

C launcher ke Features:
1. Google play store par iski rating 4.5 Hai, yane ye kitana popular app hai ye hum dekh sakate hai.
2. Isme thousands of theme, wallpaper free me milate hai.
3. Iphone ki tarah look de sakate hai.
4. 3D Effects add kar sakate hai.
5. Personal apps ko hide kar sakate hai.
To in 2 application ki help se hum apne android phone kio iphone jaisa bana sakate hai.
Post a Comment