Apne Nazdiki Area me Aadhaar Enrolment Center center kaha hai kaise pata kare, Aadhaar card in Hindi.
Agar aap apne nazdkiki area ka Aadhaar center dhudhana chahate hai to is post me aapko uski details mil jayegi.
Kabhi kabhi hume apna naya Aadhaar card banawana ya phir purane aadhar card me update karane ki jarurat padati hai. To ye kam hume Aadhaar center par jakar karana padata hai.
Isliye hume apne nazdiki Aadhaar center ka address pata karana jaruri hai.
Aadhaar Card Center Kaise Find Kare
Step 1:
First aapko Aadhaar ki site https://resident.uidai.net.in/ ko open karani hai.
Step 2:
Ab waha “Locate Enrolment Center” Par click akre.

Step 3:
Ab aap center kis prakar search karana chahate hai wo select kare. For e.g. State, Pin code, Search box.
Niche apni state, district, sub district, village town city select kare. Aur search par click kare.

Ab aapko apne area ke Enrollment center dikhayi denge. Uska address, agency name, contact person aur uska mobile no. bhi show hoga.
To is parkar hum apne nazdiki Aadhaar center ka pata laga sakate hai.
Also Read:
Post a Comment