Ek Sim Se Dusare Sim Par Internet Data Kaise Share, Transfer Kare, Data transfer kaise kare. Idea to idea data share, airtel to airtel data share.In Jaise kayi sawal aapke man me bhi aate honge.

Ek Sim Se Dusare Sim Par Internet Data Kaise Share, Transfer Kare

To chaliye aaj hum janate hai ki kaise hum ek sim se dusare sim par data kaise share kar sakate hai.

Kabhi kabhi hume apne friends, family members ko data share karane ke jarurat pad sakati hai. Kyon ki humre pass data hota hai, lekin humare friend’s ke pass data nahi hota hai.
To yese hum sochate hai ki khas mai apna data share kar pata ! To ye possible hai.

Internet Data Share Kaise Kare Simple Method:

Sabse best aur basic simple method hum uske bare me pahale baat karenge.

1. Wifi & Hotspot Ke Jariye:
Ji ha ye sabse simple tarika hai, apna data apne friends, family ke sath share karane ka.
Agar aapke pass smartphone hai, to phir aap apne mobile ka data share kar sakte hai.

Uske liye aapko apne mobile ka hotspot start karana hoga (Setting -> More setting -> Tethering & portable hotspot -> Start portable wifi hotspot)
aur friend ko wifi se connect karane ko bolana hai. Bus aapka internet data start kar de. Ab aapka data apne dost ke sath share ho jayega.

Lekin ye tabhi possible hai, jab humara friend humare sath ho, lekin agar humare friend kahi dur ho to uske sath data kaise share kare.

Also Read:
     

1. Idea to Idea data kaise share Kare:

Idea to idea data share

Step 2:
Ab apna card prepaid ya phir postpaid select kare.

Step 3:
Apna circle select kare Yane (State).

Step 4:
Ab aapko waha par pack show honge jiski help se hum data ko share kar sakte hai.
Lekin aapko pahale waha se plan buy karana hoga, uske niche hi aap dekh sakate hai ki aap kitana data share kar sakate hai aur uska charge kitana lagega.

Step 5:
Hum USSD Code se data kaise share kare:
Keypad se *121*121# Press kare.

Ab aapko 4 option show honge usme se first option share internet par click kare.
Ab kitana data share karana hai uska replay de e.g. 100MB.

Ab add beneficiary number show hoga isme ap us friend ka number dale jisko data share karana hai.

Airtel to Airtel Data Kaise Share Kare:

Airtel to airtel data share karane ke liye hum USSD code istmaal kar sakate hai.


Airtel to airtel data share


Lekin sirf hum 2G, 3G data hi share kar sakate hai. Hum 10MB, 25MB, 60MB is prakar data share kar sakate hai.

USSD code:
*141*712*MB*Mobile number#
Example: Hume 60MB data share karana hai to,
*141*712*60*9123456789#

Is prakar hum airtle to airtel data share kar sakate hai, lekin iske liye hume Rs.1 ka charge lagega.
To simple hum diye gaye methods se humara internet data easily dosto, family ke sath share kar sakate hai.
Upar di gayi kisi step me koi problem ho to aap niche comment kar sakate hai.

Post a Comment

Previous Post Next Post